Namo Namo Shankara Hindi Lyrics | Kedarnath |
Namo Namo Shankara Hindi Lyrics | Kedarnath |
The film is produced by Ronnie Screwvala and Pragya Kapoor and is slated to hit the big screens on December 7, 2018. It also stars Nitish Bharadwaj, Alka Amin, Sonali Sachdev, Pooja Gor, and Nishant Dahiya. On the other hand, Sara will also be seen sharing screen space with Ranveer Singh in Rohit Shetty's 'Simmba', which will hit screens on December 28, 2018. Sushant will be appearing in two other movies including 'Sonchiriya' alongside Bhumi Pednekar and 'Kizie Aur Manny'.
►Song: Namo Namo
►Singer: Amit Trivedi
►Lyricist: Amitabh Bhattacharya
►Music: Amit Trivedi
►Director: Abhishek Kapoor
►Producer: Ronnie Screwvala & Pragya Kapoor
►Sound Designer: Allwin Rego & Sanjay Maurya.
Namo Namo
Lyrics ~
Jai ho jai ho Shankara (Bholenath Shankara)Aadi dev Shankara (Hey Shivay Shankara)
Tere jaap ke bina (Bholenath Shankara)
Chale ye saans kis tarah (Hey Shivay Shankara)
Mera karm tu hi jaane Kya bura hai kya bhalaa
Tere raaste pe main toh Aankh moond ke chalaa
Tere naam ki jot ne Saara har liya tamas mera (tamas: darkness) Namo namo ji
Shankara Bholenath Shankara
Hey Triloknath
Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Srishti ke janam se bhi (O o..) Pehle tera vaas tha (O o..)
Ye jag rahe ya naa rahe (O o..) Rahegi teri aastha (O o..)
Kya samay.. kya pralay Dono mein teri
mahaanta Mahaanta.. mahaanta.. Seepiyon ki ontt main (Bholenath Shankara)
Motiyan ho jis tarah (Hey Shivay Shankara)
Mere mann mein Shankara (Bholenath Shankara)
Tu basa hai uss tarah (Hey Shivay Shankara)
Mujhe bharam tha jo hai mera Tha nahin kabhi mera
Arth kya nirarth kya
Jo bhi hai sabhi tera
Tere saamne hai jhuka Mere sar pe haath rakh tera
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath
Shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Chandrama lalaat pe Bhasm hai bhujaaon mein Vastra baagh
chhaal ka Hai khadau paanv mein Pyaas kya aur tujhe Ganga hai teri jataaon mein
Jataaon mein
Jataaon mein
Jataaon mein
Doosron ke waaste (Bholenath Shankara)
Tu sadaive hai jiya (Hey Shivay Shankara)
Maanga kuch kabhi nahi (Bholenath Shankara)
Tune sirf hai diya (Hey Shivay Shankara)
Samudra manthan ka tha samay jo aa pada
Dwand dono lok me
vishamrit pe tha chida Amrit se bhi main baant ke Pyaala vish ka tune khud piya
Namo Namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Hey Triloknath
shambhu
Hey Shivay Shankara
Namo namo ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev hey Maheshvara
Rudradev hey Maheshvara
Rudradev hey Maheshvara
★★★★★★★★THE END★★★★★★★★★★
Comments
Post a Comment